Golden Tent Mall Decoration Exhibition.11-11-2017

3,894 views · Published 11 November 2017 · 6:54 · Indexed 12 November 2026

Channel: B News Nation · 2017 · People & Blogs

Watch on YouTube

B Newsnation

function aur ghar ki sajawath aur khubsurati bada ne nayab vasthuo ka pradharshan aur sale mele.

Bijapur mein pehli baar functiono aur karyakram mein indor aurt out door ki sajawath aur  khubsurati ke liye nayab vasthuo ka pradarshan aur sale mele ka ayojan kiya
gaya jismein logon ko aakarsahit karne waale vasthuo mein. bacho se lekar badho tak ka dil Lubhane waali vasthuo ko dekh kar log kafi utsahit nazar aaye.
Hanif mantap light and decoration ki tarfse anokhi andaaz mein janta ko ab doosare shehro se apne samarabh ke liye decoration ki saaman mangwaane ki
zaroorat nahi. janata  ki farmayish ke mutabik bilkulk kam daamo mein naye zamane ke naye aur nayab vasthu apke jashn ki shobha bada ne ke liye 
milenge. bijapue shehar ke MLA dr maqbool bagwan aur bagewadi mat kshetra ke MLA shivand patil. iss golden tent mall ke gran opening cermony par
pahunchkar nayab vasthuo ka aanand uthate hue. iss suvidha ko bijapur mein shuru karne wale karan karta Hanif tajimtark ko bbadhayi dii.

More from this channel