Dua Quiz 2018 Ke Muttalik Eham Rehnumai By Zaid Patel

917 views · Published 22 September 2018 · 6:09 · Indexed 8 November 2026

Channel: Zaid Patel · 2018 · Education

Watch on YouTube

Dua Quiz 2018 Ke Muttalik Eham Rehnumai By Zaid Patel - IIC Mumbai

Insha Allah Tahreeri Imtihaan 07/10/ 2018 

Last Date Of Online Registration : 06/10/2018

Last Date Of Offline (Mumbai)  Registration : 30/09/2018

Registration Ke Liye IIC Mobile App Download Kijiye 
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.zaidpatel_iic.iic_islamic_information_center

Phir Quiz Section Me Jaakar Register Karen.


Update Hisnul Muslim Dua Quiz 2018

ISLAMIC INFORMATION CENTRE KA SAALAANA TAHREERI IN’AAMI MUSAABAQA, BA UNWAAN: DUA QUIZ

Ye Musaabaqa Dua ki Mukhtasar Aur Maqbool Kitaab “HISNUL MUSLIM” Taleef Ash’shaikh Saeed Bin Ali Bin Wahab Alqahtaani Hafezahullah, Mutarjim Shaikh Salahuddin Yousuf Hafezahullah, Tahqeeq wa Takhreej Shaikh Kifayatullah Sanabili Hafezahullah Par Mushtamil Hoga-

Insha Allah Tahreeri Imtihaan 07/10/ 2018 


Baroz Itwaar Baad Namaaz Zohar 02:15pm se 03:00pm tak hai

IN’AAMAAT KI TAFSEEL:

GROUP (A)
Pahla In’aam:  Laptop + Trophy 
Doosra In’aam:  Refrigerator +Trophy
Teesra In’aam:  washing machine +Trophy
Chaotha In’aam: sewing machine + Trophy
Panchva In'aam: 50 Logon ko khususi In'aamaat 


GROUP (B)
Pahla In’aam:  Laptop + Trophy 
Doosra In’aam:  Refrigerator +Trophy
Teesra In’aam:  washing machine +Trophy
Chaotha In’aam: sewing machine + Trophy
Panchva In'aam: 50 Logon ko khususi In'aamaat 

USOOL-O-ZAWAABIT
1 - Musaabaqa Do Group Par Mushtamil Hoga- Group (A), Group (B)
2 -Group (A) Me Sirf Chaodah (14) saal Tak Ke Bachche, Bachchiya’n Hissa Le Sakte Hain-
3 -Group (B) me Chaodah Saal Se Upar , Umar Ki Koi Qaid Nahi’n Hai-
4 -Is Musaabaqa Me Aalim-o-Faazil Aur Aalima wa Faazila Shareek Nahi’n Ho Sakte Hain-
5 -Ji’ns Ki Koi Qaid Nahi’n Hai- Mar’d-o-Khawaateen, Bachche, Bachchiya’n Sabhi Shareek Ho Sakte Hain-
6 -Dua Ki Kitaab Urdu, English Aur Roman Urdu Me Dastiyaab Hogi-
7 -Poore Mumbai Me Solah (16) Imtihaan Centre Qaaim Kiye Gaye Hain-
8 -Har ilaaqe Ke Log Apne Qareebi Imtihaan Centre Se Kitaab Wa Shirkat Form Haasil Kar'en-
9 -Baraabar Number Laane Waale Shoraka Ke Darmiyaan Position Ke Liye Qoraa Andaazi Ki Jaayegi-
10 -Taqseem-e-In’aamaat Ke Waq’t Position Laane Waale Shuraka Ka Haazir Hona Zaroori Hai-
11 -Taqseeme-e-In’aamaat Ke Waq’t Khawateen Apne Sarparast Ke Saath Shareek ho’n-
12 -Shoraka-e-Musaabaqa Ka Muqarrara Waqt Par Pahunchna Zaroori Hai- Takheer Ki Soorat Me Imtihaan Se Mahroom Ho’n Ge-
13 -Tamaam Sawalaat Ke Jawabaat Muntakhab Shuda Kitaab Se Hi Matloob Honge-
14 - Hisnul Muslim ki tamam dua'on ka sirf arbi matn yad karna hai tarjuma matlub nahi hai-


IMTIHAAN CENTERS

1- Islamic Information Centre Kurla West (IIC) 022-26500400/ 9595539469

2- Islamic Information Centre Andheri West (IIC) 8080801882 /
022-64264999 

3- Masjid-e-Ahlehadees Momin Pura Mumbai 9821890510 / 9702197148

4- Masjid Wa Madarsa Salfiyah Daarul Uloom Wadala Antop Hill 
8655015620 / 7303034658

5- Masjid-e-Ahlehadees Khairaani Road Saaki Naaka 9930616483 /
7900036881

6- Madarsa Taleemul Qur’an Ashok Nagar Ghaat Kopar 7208653826

7- Masjid-e-Mohammadiya Dumping Road Govandi  7408765957

8- Masjid-e-Aqsa Cheeta Camp 9769063844 / 9919080371

9- Masjid-e-Raheemiya Mumbara 8767331495

10- Masjid wa Madarsa Ishaa’atuttouheed Deepak Nagar Road Ambarnaath  West 9224764668 / 7275961957

11- Masjid Daarul Qayyima Eidgaah Road Bhivandi 9011387785

12- Masjid Wa Madarsa Muhammadi Jaleel Compound Dharaavi 
9930712430/ 8369037921

13- Jama Masjid Ahlehadees Marol 9960813530/ 9833234310

14- Alfur’qaan Islamic English School 8 Number Mahada Maloni West 9619365394

15- Masjid Wa Madarsa Islaahul Uloom Gaandhi Nagar Kandivali West 9022505656

16- Masjid Wa Madarsa Daarul Huda Saati vali Vasai East 9699788642 / 9167051183
Mazeed Maloomaat Ke Liye Raabta Kare’n: 8291063785 /9595539469
Registration Ki Aakhiri Tareekh :31/07/2018 Baroz Jummah hai-
Imtihaan Ki Aakhiri Tareekh: 07/10/2018 Baroz Itwaar Hai-
Nataaij Ka Aelaan Aur Taqseem-e-In’aamaaat Programme 21/10/2018 Baroz itwaar Baad Namaaz As’r Ta Isha Jaama Masjid Ahlehadees Momin Pura Me Hoga-

Plz 4wd All - Taaki Dusre Log Bhi Fayda Utha Lein - Aur Aapke Liye Yeh Sawaab-e-jaariya Ban Jaye


Like This Video And Share

SUBSCRIBE to ZAID PATEL - https://goo.gl/5Gnzf2

Complete Lectures Of Br. Zaid Patel - https://goo.gl/medF1v

Tijarat (Buisness) Ke Islami Usool - All Episode By Zaid Patel - https://goo.gl/aQ9P53

Aamal Se Zindagi Banti Hai - All Episode By Zaid Patel - https://goo.gl/Zt80Vv

Face To Face All Episode - Zaid Patel - https://goo.gl/vC6rjG

Tijarat Ke Islami Usool - Short Clips By Zaid Patel - https://goo.gl/IrI9sj

Watch All Short Islamic Video Clips Of Zaid Patel - https://goo.gl/xng2yW

Facebook Page - https://www.facebook.com/ZaidPatelLive/

Telegram Channel - https://tlgrm.me/ZaidPatel

Twitter - https://www.twitter.com/ZaidPatel
zaid patel live
Like, Share And Subscribe Plz. Jazakallah

More from this channel