Jalte Hein Jiske Liye Teri Ankhon Ke Deeye: Film Sujata

3,470 views · Published 15 April 2011 · 6:36 · Indexed 19 October 2026

Channel: HamEid RafiStar · 2011 · Music

Watch on YouTube

Her Attractive eyes, Charming, Beautiful & Wonderfully Inspiring- 'Jalte Hein Jiske Liye...':-

Hhmm..hmm..
Jalte hain jis ke liye
teri aankhon ke diye
dhoond laaya hoon wohi
geet main tere liye
(Your gorgeous eyes deserve extra special
Found a song for you, goes exceedingly well) 

Jalte hain jis ke liye
teri ankhon ke diye
dhoond laaya hoon wohi
geet main tere liye
jalte hain jis ke liye
(Your gorgeous eyes deserve extra special
Found a song that will blend, superbly well) 

Dard ban ke jo mere dil mein raha
dhal na saka
jadoo ban ke teri
aankhon mein raha
chal na saka
dard ban ke jo
mere dil mein raha
dhal na saka
jadoo ban ke teri
aankhon mein ruka
chal na saka
aaj laaya hoon wohi
geet main tere liye
jalte hain jis ke liye
(Stayed in my heart, would not play
I dwelled in your eyes became crazy
My unwavering quest has at last paid off
Now I render it for your leasure with pleasure)

Dil mein rakh lena isey haathon se ye
chhoote na kahin
Geet naazuk hai mera
sheeshe se bhi toote na kahin
dil mein rakh lena ise
haathon se ye chhoote na kahin

geet naazuk hai mera
sheeshe se bhi
toote na kahin
gungunaun ga yahi geet
main tere liye
jalte hain jis ke liye
(The song of love, keep safely in your heart
Handle with care it does not slip from your grasp
Its delicate, it's fragile, soothing and agile
My song will make you ecstatic when I hum its tune)

Jab talak na ye tere ras ke bhare honto.n se mile
yoon hi awaara phirega
ye teri zulfon ke talay
jab talak na ye tere
ras ke bhare hothon se mile
yoon hi awaara phirega
ye teri zulfon ke tale
gaaye jaunga yahi
geet main tere liye
(It will burst with life if your sumptuous lips hum it
Else it will hover aimlessly around your tresses
I am resolved to sing it for you darling
Till I induce you to join me to sing in harmony) 

Jalte hain jis ke liye
teri aankhon ke diye
dhoond laaya hoon wohi
geet main tere liye
jalte hain jis ke liye
(Your gorgeous eyes deserve extra special
Found a song for you, goes exceedingly well)

More from this channel