iPlus TV ko Hamari Zaroorat hai by Shaikh Nooruddin Umeri

58 views · Published 15 February 2017 · 4:57 · Indexed 4 November 2026

Channel: Haq Tawheed · 2017 · People & Blogs

Watch on YouTube

Save iPlus TV - Urgent Appeal

السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ
Bhaiyon aur Behnon, 
Islamic TV Channel iPlus TV aaj Band hone ke stage par hai sirf maali mushkilon ki wajah se

Itne bade paymane par hone waala kaam - Indian Government ke License se saath, 24 Ghante, Raat-Din, Pichle taqreeban 2 saal se se Satelite ke zariye Caroron gharon tak - Alhamdulillah - Aman ke Paigam ko pohcha raha hai. 

Aiye, hum sab mil kar - Allah ki madad se - is islamic channel ko bachane ki koshish karte hain! 

Is nek kaam ko jaari rakhne ke liye zyaada se zyaada taawun karein! 

iPlus TV ke zimmedaar Zaid Patel ki ye Appeal zaroor dekhein!


* Call for Donation: +91-9820260173, 989277380
** Bank Details:
ILM Foundation
ICICI Bank
Account Number: 001101212311
IFSC Code: ICIC0000011
MICR Code: 400229003
Branch: S.V. Road, Andheri (W), Mumbai

More from this channel