Mandir Me Namaz | Uttar Pradesh

2,505 views · Published 3 December 2018 · 0:49 · Indexed 20 November 2026

Channel: Hashtag Mumbai News · 2018 · News & Politics

Watch on YouTube

UP: Shiv Mandir ke aangan me kiya Wazu aur padhi Namaaz

Sunday ko Bulandashahar ke Tabligi Ijtema mey jaane waali public traffic jam me phasi thi. Isi beech Zohar ki Namaz ka waqt ho chuka tha

 Ijtemah ke saathiyo ne jab Jainpur gaav ke logo ko apni pareshani batayi, to sthanik logo ne fauran gaav ke Shiv Mandir ke darwaze khol diye.

 Wazu ke paani ka intezam kiya aur Mandir ke aangan me Namaz ke liye jagah bhi di.

24 ghante TV debate aur Social Media par Hindu - Muslim karne waalo ke liye, ek aur sabak

Hashtag Mumbai News
#UttarPradesh

More from this channel