Osman mir At Dhima

979 views · Published 15 August 2017 · 49:05 · Indexed 1 October 2026

Channel: DIY AtoZ · 2017 · Music

Watch on YouTube

Hello Friends... 

Apne Osman mir Ji ke Gane Sune Hoge...  Par Jab Koi Singer Ko Sahi Mahefil Mil Jae Tab Jo GAYKI Suru Hoti hai, Tab Kalakar Jo Gata hai, Tab Jo Mahol Banta hai, Vo Sari Magical Moment jise Hum Keh Sakte Hai Vo sari Magical Moment mene is Clip Me Kaid Karne Ki Koshish Ki Hai.. 

Kyu ki Osman Sir Ke Gane to Aap Kahise bhi sun Sakte h...  Par GAYKI esi chij hai ki...  Ye Audience ke hisabse..logo ke hisabse...logo ke Pratibhav ke hisabse.... Jagah Ke hisabse....HAR BAR HAR JAGAH KUCH ALAG HI ROOP ME UBHARKE BAHAR ATI HAI.

Jo log Singing Aur Harmonioum Sikh rahe hai Ya jo Singer Hai...  Unko  Ye Video Bahut Kuch Sikha Sakta hai... Maine Bhi Isi Vajah Se Ye Video Banaya hai....

Har Mehfil Ka Alag hi rang Hota Hai... 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
"KHUD OSMAN SIR JI KO BOLNA PADA KE BAHOT DINO NAAD ITNE UMCHE SUR LAGE HAI "

Is video Me Mene Vo sare Scene Lie Hai ki Jab Mahefil Barabar Sajti hai Aur Tab  GAYKI Andar se Nikalti h...  Vo Jo Magical Moment Hoti Hai Jab Kalakar Khus Hoke MAUJ me Aake Gate He...  Aur Tab Mahefil Me Baithe Har Insan Dolne lag jata hai. AUR MEHFIL ME CHAR CHAND LAG JATE HAI..

THANKS DOSTO🙏

More from this channel