TERI NIGAHON PE MAR MAR GAYE - COVER BY RAAJ GAMBHIR

1,685 views · Published 22 November 2014 · 4:05 · Indexed 25 October 2026

Channel: Moods of Raaj - Gambhir · 2014 · Music

Watch on YouTube

Dear friends I am attempting this lovely song of Mukesh ji as I could not resist singing it on a wonderful Track provided by Preetuji - I wish to thank her from the bottom of my heart:
Song-Teri nigahon pe mar mar gaye hum ,
Film Shabnam,1964, 
Singer : Mukesh, 
Lyrics- Jawed Anwar, 
MD- Usha Khanna,
Cast :Mehmood, L. Vijyalaxmi ,Sheikh Mukhtar,Helen,Jeewan,
Director:Aspi Irani,

Lyrics :-

teri nigaahon pe mar-mar gaye ham
baanki adaaon pe mar-mar gaye ham
kyaa karen kyaa karen kyaa karen
teri nigaahon pe mar-mar gaye ham

zulfon mein leke kaali raat chale
saaraa zamaanaa liye saath chale
zulfon mein leke kaali raat chale
saaraa zamaanaa liye saath chale
aise mein jeene kaa mazaa hai sanam
aankhon se teri-meri baat chale
bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le
teri nigaahon pe mar-mar gaye ham
baanki adaaon pe mar-mar gaye ham

wallah beghar hoon benaam hoon mai
dil ne jo bheja wo jaao salaam hoon main
saaki ki to aisa wo jaam hoon main
teri nigaahon pe mar-mar gaye ham
baanki adaaon pe mar-mar gaye ham

teri adaa kaa to jawaab nahin
meri wafaa kaa bhi hisaab nahin
teri adaa kaa to jawaab nahin
meri wafaa kaa bhi hisaab nahin
soorat tumhaari badi khoob sahi
dil to hamaaraa bhi kharaab nahin
bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le
teri nigaahon pe mar-mar gaye ham
baanki adaaon pe mar-mar gaye ham
kyaa karen kyaa karen kyaa karen
teri nigaahon pe mar-mar gaye ham
baanki adaaon pe mar-mar gaye ham..

More from this channel