इमली की खट्टी मीठी चटनी | Sonth imli ki khatti meethi chatni |सोंठ की चटनी |

1,528 views · Published 9 June 2018 · 5:07 · Indexed 29 October 2026

Channel: FoodzLife · 2018 · Howto & Style

Watch on YouTube

इमली की खट्टी मीठी चटनी | Sonth ki Chatni | Saunth  Chutney | सोंठ बनाने की विधि |

Aj mai ap logo ke sath Sonth chatni ki recipe share kar rahi hu. santh chutney bnana bada saral hai bs esko bnate waqt kuchh cheezon ka dhyan rakhna hoga aur enme use hone wale ingredients accurate hone chahiye, fir ek best sonth or emli ki khatti meethi chatni milegi. Sonth chutni aap kisi bhi snacks jaise ki samose, khasta, pani puri, matar chaat, aloo chaat, tikki, dahi bhalle aur yahan tk ki aap ye sonth chutni puri, prathe aur stuffed kachoriyon ke sath bhi serve kar sakte hain. bnana asaan hai aur jaldi ban jati hai. to eske liye ap ko es recipe ka video dekhna padega, to dosto recipe dekhen, khud try karen aur fir humare sath apne anubhav share karen, agar apko ye recipe pasand aye to like aur share bhi karen. Aur bhi Intresting recipes ke liye Channel Subscribe karen sath me bell icon bhi press karen. 

Happy Cooking
Thankyou

More from this channel