Melodious tune with beautiful flowers

969 views · Published 29 August 2013 · 5:21 · Indexed 19 October 2026

Channel: BR Jallipalli · 2013 · People & Blogs

Watch on YouTube

Mahek bhi
Kahaani sunaati hai
Sun lo agar
Hawaon ke zariye
Bataati hai
Samjho agar

Haule dil haule dil
Phoolon ki zuban
Mehfil mehfil kehti hai subah
Jhil-mil jhil-mil taare din mein bhi
Tum pe hain [Tum pe hain.. Tum pe]
Gin lo agar

Mahek bhi
Kahaani sunaati hai
Sun lo agar

Chheente rango ke padte hain
Kore khwabon mein jadte hain
Mehfil ho gayi [Ho gayi]
Woh sabhi, jo kabhi sooni-sooni
Sooni-sooni si galiyan thi woh sabhi
Kafila ban gayi [Ban gayi]

Kar lo kar lo tai yeh faasala
Sapno-sapno ka yeh ghonsala
Tinka tinka neendein chun ke bhi
Tum pe hai Tum pe hai.. [Tum pe hai..]
Bun lo agar

Mahek bhi
Kahaani sunaati hai
Sun lo agar
Hawaon ke zariye
Bataati hai
Samjho agar

Mahek.. kahaani.. sunaati hai..
Hawaon ke.. zariye.. bataati hai
Mahek.. kahaani.. sunaati hai
Hawaon ke.. zariye.. bataati hai

More from this channel