दिवाली पर भूल कर भी ना करें यह 10 काम माँ लक्ष्मी हो जाती है नाराज || अवश्य देखे क्या है वह 10 काम

4,689 views · Published 16 October 2017 · 4:59 · Indexed 4 November 2026

Channel: jyotish gyan · 2017 · People & Blogs

Watch on YouTube

namaskar mitro jaisa ki ham sabhi jante hai ki ab se kuch he samaya baad diwali ka tyohar aa raha hai , aise mein shastro me bataya gaya hai ki diwali ke din kuch kaam nahi karne chahiye jis se maa lakshmi naraj hoti hai diwali hinduo ka bahut bada festival hai diwali se judi bato shubh ashubh ke bare mein shakun shastra mein pura varnan hai,jis mein bataya hai ki diwali par kya karna chahiye kya nahi karna chahiye, is video mein mane aise 10 kaam ke bare mein bataya hai jise diwali ke din bhul ke bhi nahi karna chahiye asha karta hu aap ko yah video pasand aayega pasand aaye to video ko like kare share kare chan

More from this channel