Pyaar Diwana Hota Hai Mastana Hota Hai:

3,865 views · Published 27 February 2010 · 6:27 · Indexed 19 October 2026

Channel: HamEid RafiStar · 2010 · Music

Watch on YouTube

RS: Occasionally Friendship & Love makes One Crazy, Crackers & A Dare-Devil:-

Song Lyrics:

Pyaar diwana hota hai mastana hota hai 
Har khushi sey har gham sey begaana hota hai

Shama kahey parwaaney se parey chala jaa
Meri tarha jal jaye ga yahaan nahi.n aa
Woh nahiin suntaa uus ko jal janaa hota hai
Har khushi sey har gham sey begaana hota hai

Rahey koi saao pardo.n mein darey sharam sey
Nazar kabhi laakh chura.ye koi sanam sey
Aa hii jaata hai dil jis per aana hota hai
Har khushi sey har gham sey begaana hota hai

Pyaar diwana hota hai mastana hota hai 
Har khushi sey har gham sey begaana hota hai
Har khushi sey har gham sey begaana hota hai

Suno kisii shaayer nein ye kahaa bohut khuub
Manaa karey duniya leykin mere mehboob
Woh chalak jaata hai jo paeymana hota hai

Pyaar diwana hota hai mastana hota hai 
Har khushi sey har gham sey begaana hota hai

More from this channel