Free Eye Checkup & Operation Camp by Bagmare social Group.13-08-2017

1,854 views · Published 13 August 2017 · 30:06 · Indexed 6 November 2026

Channel: B News Nation · 2017 · People & Blogs

Watch on YouTube

B Newsnation
bagmare social grouop foundation aur bnewsnation ki tarfse ankhoun ka free checkup aur operation 
camp kiya gaya.jisme ankhon ke mahir dr prabhugouda patil ne 452 marizon ka  checkup kiya jisme 82 marizoun ko shurati janch
ke bad opration karne ka faisla liya gaya.aaj subah is camp ka udhghatan kiya gaya jisme foundation ke adhyaksh shakil bagmare
ne is social foundation aur bnewsnation ka maqsad sirf janta ki pareshaniyoun ko lekar adhikariyoun rajnetaoun aur prashasan
tak inki haq ki awaz pohanchana hai. iske liye ap tamam logoun ka sahyog zaroori hai age bhi is foundation se insaniyat ka
jazba rakhkar aise samji kaam karne ka wada kiya dr prabhugouda ne is foundation ki sarhana karte huye kaha ke ankh allah
ki har nyamt se badi nyamat hai isliye ye duniya ka bada kaam hai ke kisi ko iski nazarse duniya dikhaye mai hamesha garobon ki
madad ke liye tayyar hun. is camp ke adyaksh dr maqbool bagwan ne baat karte huye foundation ke sadar shakil bagmare
ko samji khidmat aur garibon se hamdardi ki prashansa karte huye mai bhi aise kamo aur garibon kimadad ke liey hamesha
tayar hun.is programme me advocate builgi , moulana vakil ahmed sahab kamal sahab inmdar aftab qadari nayeem bagmare
siraj jhamkhandi majeed moulana  bagmare social group  aur bnewsnation team ke tamam zimmedar moujod the.
For more news on bnewsnation subscribe on www.youtube.bnewsnation.com Helpline +91 8722743743
send your news on bnewsnation Whatsapp No:+91 8722743743

You can stay connected with bnewsnation on YouTube by Subscribing to our channel https://www.youtube.com/channel/UCLEQTAREdFM_m8sb0x5Ybyw

Facebook at https://www.facebook.com/B news Nation
You can also watch our videos at http://www.bnewsnation .com.
 Bnewsnation news agency Urdu & HIndi News portal

More from this channel