Special Motivational //Soch Ho Badi // Swardham Music Tutorial

2,333 views · Published 29 January 2018 · 3:54 · Indexed 24 October 2026

Channel: SWARDHAM ONLINE · 2018 · Entertainment

Watch on YouTube

Song Produce By Manmohan Panda
aisa ik din ayega tum aasman ko chumna
chand se karna baatein tum taron ke sang ghumna
soch ho badi to hoga kaam bhi bada
kaam ho bada to hoga naam bhi bada 
hai saflta ki kunji baat man main me than lo
soch me rahna na sada tum khud se apana kaam le 
aise to duniya kehti hai har baaton ko sunna 
dil kahe jo karne ko bas kaam wahi tum chunna
soch ho badi to hoga kaam bhi bada
kaam ho bada to hoga naam bhi bada 
haar ho ya jeet ho baat hai na ye badi 
hissa lena aham baat hai sikhne ki hai ghadi
unki hoti jai jai kar jo apani dhun mein rahe rahe magan
har muskil se date rahe na chhuta kabhi hai unka lagan
soch ho badi to hoga kaam bhi bada
kaam ho bada to hoga naam bhi bada

More from this channel